part 3
Ghar jate wakt maya dukan se rasan le leti hu 40 rupya ka baki ke sabji le leti hai fir room pahuch kar fress ho kar sone jati hai ki darwaja khatkatne ki awaj aati hai to darwaja kholti hai to ek 50 sal ki unti hoti hai maya unhe dhekh kar boli aap makan malikin boli ha beta kaha gayi thi maya boli unti me kam me gayi thi Makan Malkin boli ye to achi baat hai beta khana khayi hai maya jhut bol deti hai ha unti bahar se kha ke aayi hu anuti boli hm tumri behan la call aaya hai kya maya maush ho kar sar na me hila deti hai dhoda der baat kar te hai fir aunti chali gayi Aunti ke jane ke baad maya darwaja band kar ke bister me let gayi maya ke aakho me aasu o ro rahi thi usko apni maa ki yaad aa rahi thi rote hue so gayi subha utha kar teyar ho kar khana bana ke khati hai time dekhti hai to 8bj rahe the maya dukhan jane ke liye teyar hone lagti hai maya ko call aata hai to wo call pic karti hai maya hello kon phone ke us tarf se ek ladki ki aawaj aayi maya me sanam bol rahi hu maya b...